सोशल मीडिया वो जगह है, जहां हर कोई अपना ओपिनियन रखना चाहता है, वो भी जिसका ख़ुद कोई ओपिनियन नहीं है. भड़ास निकालने वाली इस ओपन जगह में ह्यूमर ढूंढना थोड़ा मुश्किल काम है. फिर भी Twitter पर कुछ लोग हैं जो बड़े प्यार से, बड़े ह्यूमर से अपना काम कर रहे हैं.
Gareeb Aadmi Twitter का वो अकाउंट है, जिसने गरीबी और ह्यूमर एक साथ जोड़ा है. इसका मकसद गरीबी का मज़ाक बनाना नहीं, पर उसमें सम्पूर्ण रूप से ह्यूमर ढूंढना है.
फिलहाल, ये इन जनाब की कवर फ़ोटो है (थी, जो खो गयी).
ये Twitter Handle वो कर रहा है, वो ज़्यादातर लोग नहीं कर पाते, हंसाना.इसके Tweet इतने मजेदार, पॉलिटिकल और सटीक हैं कि आपने इन्हें किसी न किसी फॉरवर्ड मेसेज के तौर पर ज़रूर पढ़ा होगा.
वैसे बात-बात पर असहिष्णु हो जाने वाले कई लोगों को इन Tweets से आपत्ति हो सकती है, लेकिन ‘भड़ास मोड़ ऑफ़’ कर के एक बार इन Tweets को पढ़ियेगा, ये सच में फनी हैं.
Mujhe exact number pata hai ki Maine poori life mein kitne chawal khaayein hain.
17 — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) October 8, 2016
Log kidney khareedne mein bhi bargaining karte hain
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) October 20, 2016
4 saal pehle Malik ne 10 second ke liye AC mein baithne diya tha. Woh din aaj bhi acchi tarah yaad hai.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) October 20, 2016
Koodey mein kitni calories hoti hain?
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) September 18, 2016
Kal Jyotshi ne Mera haath Dekha Aur kaha, ja pocha laga.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) August 23, 2016
Main kele pe chhilkey pe nahi fisal sakta Kyunki main Pehle he use kha lunga.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) August 23, 2016
Happy #FathersDay us Baap Ko jisne sikhaya Ki agar apne bete ke hath kaat do toh log paise jyada denge.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) June 19, 2016
Jis school Ki aap log nursery mein padh rahe Ho, us school ke main Bahar jhaadu maarta hoon.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) April 1, 2016
Khana home delivery karwaane ke liye Bhookh ke sath sath home bhi Hona chahiye.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) March 26, 2016
Doctor dhoond raha hoon kismat-replacement surgery ke liye.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) March 20, 2016
Municipality se Meri request hai Ki sadak ke khaddey na bharein. Main poolside parties Kahan karunga.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) August 6, 2016
Jab paise na Ho:
Urban poor’s Dad: Main paise bhejta hoon My dad: Tumhara ek beta bech de? — Gareeb Aadmi (@GareebGuy) May 6, 2016
Mere daant ke keedey bhi bhookh se mar Gaye.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) May 4, 2016
Aajkal bohat log 500 1000 ke note bheek mein deke ja rahein hain. Isi bahaane note dekhne ko toh mila.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) November 15, 2016
.@SrBachchan Main aaj bhi phenke hue paise Uthata hoon.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) October 14, 2016
Maalik naya fridge laaye hain. Uska Dabba mere bête ka naya bedroom.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) October 13, 2016
Main kele pe chhilkey pe nahi fisal sakta Kyunki main Pehle he use kha lunga.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) August 23, 2016
Aaj tak Maine paet bhar ke Bas Maar he khaai hai.
— Gareeb Aadmi (@GareebGuy) May 16, 2016